How to check up scholarship in a bank account 2019-20

Hello, Friends Mai Ravi Thakur Misterkaise website par apka welcome karta hun. freinds agar apne up scholarship 2019-2020 ke liye online form bhara hai or ab aap is intzar me hai ki apni scholarship kab ayegi tab apke liye khushkhabri hai ki up scholarship 2020 ab bank account me start ho gai hai. apki scholarship apke bank me abhi tak aai hai ya nhi ise aap kaise check karege ghar baithe apne mobile ya computer ki help se (How to check up scholarship in a bank account 2019-20). Ise hi aaj ki Post me apko batane wala hun.

check up scholarship

Friends apko up scholarship dekhne ke liye kuchh step follow karne jisse aap apne sholarship ko mobile, computer kisi me bhi asani se dekh skte hai (scholarship ka paisa kaise check kare).

 

How to check up scholarships in a bank account

  • Sabse Phle apko mobile ya computer me browser open kar lena hai or search karna PFMS likh kar iske bad apko PFMS Know Your Payment opion milega us par apko click karna hoga. Nichche website ka direct link diya hai.
[button-green url=”http://bit.ly/2uaSFaa” target=”_blank ” position=”center”]Official Website[/button-green]
  • Iske bad apke Pas ek form open ho kar aa jayega isme apko kuchh besic information deni hogi jaise apko apna bank ka name or bank account number bharna hai jo apne scholarship form me bhara hai, usi bank ki details den hain. Sabhi details bhar kar search par click kar dena hain.
up scholarship kaise check kare
  • Jaise aap search par click karege apke smane sabhi details a jayegi. agar apki scholarship aai hogi to pfms ka transaction dikhaya, jitna paisa creadit huaa kab huaa apki bank me ye sab details apko show ho jayegi.

Note: Agar apki scholarship nhi aai tab data not found ka error show Hoga.

Friends Tab aap is tarh se apni scholarship ko check kar skte hai (pfms par scholarship kaise check kare). umeed karta hun. apko smjh a gya hoga. fir bhi koi problem ya sabal hai apka to aap mujh se comment kar ke puch skte hai. iske ilava nichche maine ke video tutorial bhi diya hai jise dekh kar aap or bhi asani se apne up scholarship ka paisa bank me check kar skte hain. THANK YOU.

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Scroll to Top

Discover more from MisterKaise

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading