How To Add Table in blogger Post in Hindi?

Hello, Dosto mai Ravi Thakur aaj ki video me apka apni website Misterkaise me welcome karta hun. dosto agar apki website blogger par hai. or aap jo post ya content likhte hai us me apko table add krne ki jarurat hoti hai tab ye post apke kam ki hai (How To Add Table in blogger Post in Hindi?). Kyuki aaj ki post me yahi chij apko batane wala hun ki aap kaise bahut asani se ek table bana kar blogger website me add kar skte hain.

How To Add Table in blogger Post

Dosto Jaisa ki hum jante hai ki blogger google ka ek product hai. jisme apko google ki free hosting milti hai jiski help se aap free me ek apna blog bana skte hain iske liye apko koi charge dene ki jarurat nhi hain. lekin blogger me kuchh option ki limitation hain. Unme se hi ek hai table create karne ka koi option na hona. ese me aapki koi post ese hai jisme apko table ki jarurat hain. tab ese me apko problem ho skti hai. lekin aaj ki post me is problem ka solution apko mil jayega aaj ki post pdhane ke bad aap table bana kr apni blog par bahaut asani se laga skege.

How To Add Table in blogger Post?

  • Sabse phle apko niche di gai website par jana hain. 

 

  • Eske bad apke samane table generator open ho jayega isme apko table create krne ke liye bahut se tool mil jayege.
How to make a responsive table for blogger posts
  • Sbse phle apko upar html table ka option mil jayega us par click karna hai.
  • Eske bad apko table ka size set karna hai apko kitni rows and column chahiye.
  • Eske bad apko jo bhi table me matter chahiye bo likh lena hain.
  • Eske ilava aap apne according jo change karna chahate ho bo kar skte hain. 
  • Last me apko generate pr click kar dena hai or niche diye gaye html code ko copy kar lena.
  • Now, apko apni blogger website par jana hai or post page ko html me karke apko jis jahag table show karni hai baha par code ko paste kar dena. 
  • Eske bad jb aap post preview dekhege apko apki table dekhegi.

To Dosto aap is trah online ek table bana kar apni blogger website par laga skte hai. umeed karta hun apko smjh aa gya hoga. iske ilava apka koi sabal hai iske relactive me to aap mujhe comment krke bata skte hai. or nichhe apko ek video bhi mil jayegi jise dekh kar aap or bhi asani se table banana sikh skte hai.

How To Add Table in blogger Post Video Tutorial

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Discover more from MisterKaise

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading

Scroll to Top