Kya aap janana chahate ki PNB Bank Mini Statement Kaise Nikale ( punjab national bank mini statement ) tab yah post apke liye hai. Hello, friends mai Ravi Thakur apni website Misterkaise me apka welcome krta hun. Dosto agar apka account pnb bank me, or aap apne pnb account ka ghar baithe mobile se mini statement nikalana chahte hai. Tab ye post apke kam ki hai. Kyuki aaj ki post me mai bataya hun ki aap kaise pnb bank ka mini-statement sms ki help se nikalege
Dosto, agar aap apne mobile se pnb account ka mini statement dekhna chahate hai. Tab apke pass bank me registered phone number hona chahiye. Usi phone ki help se aap apna last 3 transactions dekh skte hai bilkul free me. Apko koi charge nhi dena hoga eska. Niche puri process di gai hain.
- You May Also Like: PNB Account Balance Kaise Check Kare
PNB Bank Mini Statement Kaise Nikale
Dosto, apko bank me registered number se ek sms bhejna hai, sms me apko capital latter me “MINSTMT” likhana hai fir ek space dena hai iske bad apko apna pnb bank ka pura account number (16 digit ka) likh dena hain. iske nichhe diye phone number ( punjab national bank mini statement number ) par sms ko sent kar dena hain. niche dekhe example ke liye.
MINSTMT <space> Account No. (16 Digit)
Pnb mini statement number: 5607040
SMS sent krne ke bad apko thoda wait krna ha iske bad apke pass bank ki traf se ke SMS mil jayega. Jisme apke account ke last 3 transactions likha hoge.
Dosto aap es trah se apne pnb bank ke last 3 transactions nikal skte hai apne registered mobile ki help se. Umeed krta hun apko smjh aa gya hoga. Fir bhi apko kuchh puchha hai ya aapka koi sabal hai to aap mujh se comment krke puchh skte hai.
Friends agar apko yah article apko pasand aya ho tab aap is post apko like or apne dosto me jada se jada share kar skte hai jisse sabhi logo ko iski information mil sake hai. Dosto agar aap hum se jude rhna chahate hai tab aap hume facebook, instagram and youtube pr follow kar sakte hai. THANK YOU