Hello, dosto mai Ravi Thakur apni website Misterkaise par apka welcome karta hun. Dosto agar apka bank account bank of Baroda me or apke bank account se aadhar card link nhi hain (Mobile Se Bob Bank Me Aadhar Card Kaise Link Kare?). Tab is post ko pura dekhiye kyuki aaj ki post me yahi batane wala hun ki aap kaise bob account me apna adhaar card link kar skte hai bus ek sms bhej kar.
Dosto aap ghar baithe apne bank of baroda ke account se adhaar jod skte hai sms bhej kar. Bus apke pass bank me jo phone registered hai bo hona chahiye. Kyuki apko bank me registered phone se number se sms sent karna hai. SMS bhejne ke liye apke sim me paisa hona chahiye kyuki sms bhejne ka charge catega. Eske ilava agar apke account se koi phone number registered nhi tab apko bank branch me ja phle ek phone number link Karana hoga. Aage ki process niche di gai use follow kare.
- You May Also Like: Check bob bank balance by missed call
Bob bank Me Aadhar Card Kaise Link Kare?
Dosto sms ki help se bob bank account se adhaar card link karne ke liye apko ek SMS bhejna hai apne bank account me registered mobile number se. SMS me apko likhna hai capital latter me UID iske bad ek space fir pura 12 digit apna AADHAR CARD NUMBER. Eske bad apko fir ek space dena hai or apne bank account ke last 4 digit likh dena hai. Eske bad is sms ko niche diye Gaye number par bhej Dena hain. Eske bad is SMS ko niche diye Gaye number par bhej Dena hain.
UID <space> Aadhar Number <space> A/C No. (last 4 digit)
Sent to 8422009988
SMS bhejne ke bad bank ki traf se ek confirmation message aa jayega. Or apko bata diya jayega apka aadhar card link huaa hai ya nhi.
Tab dosto aap is trah se sms bhej kr bank of baroda me adhaar card link kar skte hai (Bob bank Me Aadhar Card Kaise Link Kare). Umeed karta hun apko smjh aa gya hoga. Fir bhi koi sabal hai tab aap mujhe comment karke jarur bataye. THANK YOU