Kya aap janana chahate ki Bank of baroda balance check kaise kare ( bob balance check ) tab yah article apke liye hi hain. Hello, dosto mai Ravi Thakur apni website Misterkaise me apka welcome krta hun. dosto agar apka bank account bank of baroda me hai. tab ye post apke liye bahut kam ka hai kyuki isme mai apko bataya hun ki aap kaise aapne mobile se missed call mar kar Account balance or mini statement nikal skte hai.
Dosto hoa kya hai apko agar Account balance check krna ho to apko bank jana hota hai ya atm machine me. Ese me only balance check karne ke liye itni problem ka samana karna pdta hai. Lekin agar aap BOB ke customer hain tab apko kahi jane ki jarurat nhi hai bus apko apne Account se register mobile phone se missed call deni hain. Apka Account balance apko sms ke through dikha diya jayega. iske ilava agar aap mini statement mtlb last teen transaction janana chahate hai tab bo bhi apko sms ke through bata diye jayege.
- You May Also Like: Check pan card status online in Hindi
Bob missed call balance
Dosto bob bank ka balance check karne ke liye apko Account se register mobile number se apko nichhe diye number ( bob balance check number ) par apko missed call marna hai uske bad thode time bad bob ki traf se apko sms aa jayega usme apko Account balance dikhaya jayega.
bob balance enquiry no: 8468001111
Bank of baroda mini statement number
Dosto agar aap bank of baroda ke account ka mini statement mtlb last 3 transaction janana chahate hai. Tab apko nichhe diye gaye number par bank me register mobile se missed call marna hai uske bad thode time bad apko bank of baroda ki traf se ek sms receive hoga jisme last 3 transaction likhe honge.
8468001122