Dosto kya aapko Pata Hai Bank of India ka balance kaise check Kare (Boi Bank Balance Check Via SMS) agar Nahi tab aaj ka article aapke hi Liye Hai. Kyunki aaj ke post me main isi topic per baat karne wala hun. Friends aaj ki post Me Main aapko ghar baithe BOI balance dekhne karne ki puri process batane Wala Hoon. Yah Puri process bahut hi Aasan hai, aap apne mobile se is puri process ko kar sakte hain. Namaskar dosto main Ravi Thakur Ek Bar fir se apka apni website tecnoravi me welcome karta hun.
Friends ab aapko boi bank account ka balance dekhne ke liye, Bank branch ya ATM mechine Me jaane ki jarurat Nahin Hai. Aap yah kaam Ghar Baithe hi kar sakte hain. Aapko bus apne Bank Me registered mobile number se ek SMS send krna hoga aur aap ka account ka balance aapke phone per hi a jaega.
You May Also Like: Oriental bank of commerce ka balance kaise check kare
Tab dosto hai na yah ekadam Aasan tarikam, aaj ke article me main isi process Ko pura bataya hun. Aapko bus niche Diye Gaye steps ko follow karna hai, aap bhi Apne account ka balance Badi aasani se apne mobile ki help se dekh Payenge.
Boi ka balance kaise check kare
SMS ki help se bank of India me balance dekhne ke liye, aapko sabse pahle bank me linked mobile number se Ek SMS ko send karna hoga. SMS aapko niche Diye Gaye format me likhna hai.
Dosto sms Me aapko sabse pahle capital latter me “BAL” likhna Hai, Uske bad ek space dena hai. Next step me “SMS Password” ko likhna hoga. SMS password kaise genrate krna hai, yah maine niche aapko bataya hai.
Dosto aap niche two type ke SMS format ko dekh sakte hain, primary and other. Aapko jo bhi account Hai, uske according aap sms format ko follow karke. SMS likhane ke bad aapko is SMS ko niche Diye Gaye phone number (bank of India balance check no) per send kar dena hain.
Primary Account: BAL <space> SMS PASSWORD
Other Account: BAL <space> SMS PASSWORD <space> Account No
Sent to bank of india balance enquiry number: 919810558585
SMS send hone ke bad thoda aapko wait karna hai aur kuchh time bad Bank ki taraf se aapke mobile per hi SMS receive hoga jisme aapke account ka balance likha hoga.
How To Create SMS Password in BOI Bank In Hindi
Bank of India Apne customers ko sms ki help se Apne account ka balance dekhne ke liye facility deta hai. Customers ko sms ki help se balance check krne ke liye SMS facility par Star Connect Mobile Banking ka labh uthane ki need hai so friends sms password bannae ke liye niche diye steps ko carefully follow kijiye.
- First of all, you will have to visit the Bank of India website.
- In the next step, you will have to click on the mobile banking link.
- After that, select the Star Connect Mobile Banking Link.
- Now, Log in using the net banking/mobile banking details.
- Enter the registered mobile number.
- Click on “Set/Change SMS Password”
- Set/Change the 4-digit SMS password.
Tab friend Is Tarah Se aap BOI bank me Apne account ka balance Badi aasani se check kar sakte hain. Maine aapko pura process Bata Diya, ummid karta hun aapko samajh me a Gaya Hoga. Fir Bhi is topic se related aap Koi Jankari Chahte Hain ya aapka koi question hai tab aap mujhse comment Karke poochh sakte hain. Main aapke comment ka reply karne ki puri koshish karunga.
Friends Agar aapko yah article Pasand Aaya Hai tab aap is article ko Jyada Se Jyada Apne dosto me share Kijiye jisse Sabhi logo ko is artical ke bare me pata chal sake, iske alava aap Hamari website ko subscribe bhi kar skte hai. Hum se Jude Rahane ke liye aap Hume YouTube, Facebbok, Instagram par follow bhi kar sakte hain.