Hello, dosto mai Ravi Thakur apni website tecnoravi.in me apka welcome karta hun. dosto agar aap files ko bina internet bina kisi usb cable ke apne phone se computer me ya computer se apne phone me transfer karna chahte hai (how to transfer files from pc to android phone without usb). tab ye post apke bahut kaam ki hai kyuki aaj ki post me mai apko ek best file sharing app ke bare me batane wala hun (Best App For File Transfer From Phone to Pc).
Dosto mai jis wireless file transfer application ke bare me batane wala hun uska name Zapya WebShare hai (Zapya WebShare review) jo ki Dewmobile, Inc. ki traf se offered ki gai. yah ek usb ki file sharing app hai. play store par iski current rating 4.2/5 hai or iske download 5M se jayda hai. is aap ki help se aap phone se pc me and pc se phone me file ko transfer kar skte ho bina kisi internet or cable ke, kyuki ye app wifi se connect ho kar work karti hai. is application ko kaise use karna hai iska pura tutorial niche video me diya hai esliye us video ko jarur dekhe. Zapya WebShare app me kuchh features hai jo isse baki file sharing app se jada behtar banati jaise:
- Yah app ek dam free hai.
- Yah aap file transfer speed bahut achhi provide karti hai (11MB – 20 MB Per Seconds)
- Aap kisi bhi formates ki file ko share kar skte hai.
- Aap kisi bhi size ki file transfer kar skte hai.