Hello, dosto kya aap janana chahate ki Syndicate Bank Account Balance Check Kaise Kare ( How to check balance in syndicate bank by miss call ) agar hm tab yah post apke bahut kam ki kyuki aaj ki post me mai esi topic par bat karne wala hun. Namaskar doston main Ravi Thakur ek Bar fir se aapka ka apni website tecnoravi.in me welcome karta hun. Agar aapka account syndicate Bank me hai aur aap Ghar Baithe apne mobile se ek miss call karke apne account ka balance check karna chahte hain.
Tab is post Me Mere Saath last tk Bane rahiye kyunki aaj ke post me main aapko syndicate ka mis call ki help se balance check karne ki puri process batane Wala Hoon isliye post ko Pura padhiye aur jo step main bata raha hun unko carefully follow kijiye.
Doston ab Syndicate Bank ka balance check karna bahut hi Aasan ho gaya hai. Apko balance check karne ke liye ab Kahin Bhi Jaane ki jarurat Nahin Hai, aap Ghar Baithe hi Apne account ka balance dekh sakte hai, Bus ek missed call ki help se.
Aapko bus bank Me registered phone number se a Ek mis call karni hai aur aapke mobile per aapke a/c ka balance bheja Diya jayega. Pura process Me niche aapko bataya hun, simply aapko us process ko follow karna hai eske bad aap bhi apne account ka balance dekh Payenge.
- You May Also Like: BOB Mobile Banking De-Registration Kaise Kare
One Time Registration in Syndicate Bank?
Agar aap pahli bar mis call ki help se Apne account ka balance check kar rahe hain, tab aapko sabse pahle one time registration karna hoga. One time registration aap ko Keval Ek Bar karna hai, uske bad aap bahut hi aasani se apne a/c ka balance dekh Payenge.
One time registration ke liye aapko niche Diye gaye process ko follow karna hai. Aapko Ek SMS type karna hai jo ki maine niche Diya hua hai aur sms ko type karne ke bad aapko niche Diye Gaye number per us SMS ko bhej dena hai, Iske bad aapka one time registration successfully ho jaega. Iske bad Aap next step ko follow kar sakte hain.
SREG <space> Customer ID
Sent to 9210332255
Note: Customer ID apko apne bank passbook me likhi mil jayegi.
How to check balance in syndicate bank by miss call in Hindi
Doston agar aap syndicate Bank me missed call ki help se balance pata karna chahte hain. tab aapko Bank link mobile number se niche Diye Gaye ye number per call karni hai. Jaise hi aap call karenge 1-2 ring jaane ke bad, call automatic Cut Jayegi. Iske bad aapko thoda wait karna hai. Kuchh time bad, Bank ki taraf se aapke mobile per Hi Ek SMS aaega jisme aapke account ka balance likha hoga.
Syndicate Bank Balance Check Number: 9210332255
Note:- Agar Upar Diye Gaye number se aapke a/c ka balance nahin dikhaya ja raha hai. Tab aap niche Diye Gaye Canara Bank ke number per mis call kar sakte hain, usme aapka ka balance Bata Diya jaega kyunki Hum Sab Jante Hain syndicate Bank ka Canara Bank ke sath merge ho chuka hai isliye syndicate account ka balance dekhene karne ke liye bhi Canara Bank ke balance check number ka use Kiya Ja sakta hai, isliye aap niche Diye Gaye number per bhi mis call Karke Syndicate A/c ka balance dekh sakte hain.
Canara Bank Balance Check Number: 09015483483
Tab friends aap Is Tarah Se Syndicate Bank ka balance dekh sakte hain. Maine aapko pura process Bata Diya ummeed karta hun aapko samajh me a Gaya hoga fir Bhi isse related me aap koi bhi Jankari Chahte Hain yah aapka koi question hai. Tab aap mujhse comment karke mujhe sakte hain. Main aapke comment ka reply karne ki puri koshish karunga.
Friends agar aapko yah post Pasand aai ho tab abhi ke abhi is post ko like Kijiye, Apne doston me share Kijiye jisse sabhi ko is post ke bare mein pata chal sake, aur ham se Jude Rahane ke liye, isi type ki post aage bhi padhne ke liye aap Hume Facebook, Instagram and youTube per follow bhi kar sakte hain. thank you