Kya aap janana chahate ki HDFC Bank Account Balance Check Kaise Kare ( hdfc check balance ) Tab Aap ek dam sahi post par aaye hain. Hello Dosto mai Ravi Thakur ek bar fir se apni offcila website tecnoravi.in me apka welcome karta hun. Friends Aaj ki Post me mai apse is topic par bat karne wala hun. Agar aap janana chhate hain to is post ko pura padhiye or sare steps ko follow kijiye.
Friends agar apka bank A/c HDFC me hain or aap apne account ka balance dekhna chahte hain ghar baithe apne mobile se tab ye badi asani se kar skte hain apko branch ya ATM par jane ke ki koi jarurat nhi hain. Aap ghar baithe hi bank me registered phone se hi missed call / sms bhej kar balance check kar Skate hai.
Yah service bilkul free hain iske liye apko koi charge nhi dena padega. Nichhe maine aage ki puri process batai hain use carefully flow kijiye.
- You May Also Like: Union Bank of India Balance Kaise Check Kare?
HDFC Bank Account Balance Check Kaise Kare
Dosto Aap HDFC me do tarike se balance mobile se dekh sakte hai, phla method sms ko bhej kar or second method missed call mar kar. Aaj ki post me dono method bataoga apko jo theek lage aap use follow kijiye.
HDFC One-Time Registration For SMS Banking
Agar aap hdfc bank ki sms services ka phli bar use kar rhe hai tab apko sbse phle one time registeration krna hoga uske bad aap lifetime tak sms banking ka use kar payege. Registration ki puri process niche di gai hai.
“Register <space> Customer ID <space> Last 5 digits of A/c No”
Sent to 5676712
Note: Customer ID Apke Passbook par likhi hogi brna aap bank branch se pata kar skte hain.
hdfc bank balance enquiry via sms
Is process me apko apne mobile se ek sms bhejna hai yad rhe jis number se sms bhej rhe ho bo apke bank account se phle se hi registered ho. Aage ki puri process niche di gain hain use follow kijiye.
“BAL”
Sent to 5676712
Sms me apko only capital me BAL likhna hai or ise niche diye number par bhej dena hai. SMS bhejne ke bad apko thoda wait karna hai uske bad apke mobile par bank ki traf se ek sms ayega jis me apka account balance likha hoga.
hdfc check balance by missed call
Es wale method me bus apko registered phone se hi ek missed call Marni hai. Uske bad kuchh time bad apke phone par sms ayega usme balance likha hoga. Missed call jis number ( hdfc balance check no ) par karni hai bo niche likha hain.
hdfc bank balance enquiry number: 1800 270 3333
Tab dosto maine apko puri process bata di hain ki “HDFC Bank Account Balance Check Kaise kare” Umeed karta hun apko smjh aa gai hogi. Eske ilava apka koi question hai tab aap mujh se comment karke puchh skte hain. Agar apko yah article pasand aya ho tab aap es article ko like kar skte hai or sath sath apne dosto me share bhi kar skte hai.
Dosto isi type ki posts aage bhi padhne ke liye or update rhne ke liye aap mujhe instagram, facebook, and Youtube par follow bhi kar skte hai. Thank You