HDFC Bank Ka E Statement Kaise Download Kare?

Kya aap janana chahate ki HDFC Bank Ka E Statement Kaise Download Kare ( hdfc bank statement ) tab yah post apke liye hai. Hello, friends Mai Ravi Thakur apni website tecnoravi.in me aapka welcome karta hun. Doston Agar aapka bank account HDFC Bank mein hai hai aur aap Ghar Baithe apne mobile ki help se apne bank account ka statement download karna chahte hain.

Tab yah post Aapke liye bahut hi kam ki ho sakti hai. Kyunki aaj ki post Me Mai esi topic per baat karne wala hun ki aap kaise ek SMS bhej kar apne mobile se e-statement download kar sakte hain isliye post ko Pura padhiye aur Achcha Lage to comment aur apne doston mein share abhi kijiye.

HDFC Bank Ka E Statement Kaise Download Kare

Doston ab H.D.F.C Bank Mein statement Ko download karna bahut hi Aasan ho gaya hai kyunki iske liye aapko Bank Branch mein ya ATM machine per jaane ki jarurat nahin hai aap Ghar Baithe, Bank Mein registered mobile se ek SMS bhej kar ya missed call karke hi statement ko Apne email id per Manga sakte hain. Iske liye maine aapko pura process bataya hai jo ki niche Diya gaya hai. Bus aapko, Sare step ko follow karna hai aapka statement Jo aapke email per a jaega.

You May Also Like:

HDFC Bank Ka E Statement Kaise Download Kare?

Friends HDFC Bank mein aap, do tarike Se Apna statement nikal sakte hain, pahle Tarika hai SMS ko bhej kar aur dusra Tarika Hai, missed call Maar kar. Aaj ki post Mein Main aapko dono hi tarike batane wala hun. Aapko jo Achcha Lagta, Aap us tarike ko follow kar sakte hain aur Apna statement ko download kar sakte hain.

HDFC One-Time Registration For SMS  Banking?

Agar aap hdfc bank ki sms services ka phli bar use kar rhe hai tab apko sbse phle one time registeration krna hoga uske bad aap lifetime tak sms banking ka use kar payege. Registration ki puri process niche di gai hai.

Register <space> Customer ID <space> “Last 5 digits of A/c No

Sent to 5676712

Note: Customer ID Apke Passbook par likhi hogi brna aap bank branch se pata kar skte hain.

hdfc account statement by sms

SMS ki help se statement nikalne ke liye aapko bus Apne registered mobile se ek SMS bhejna hai SMS main aapko likhna kya hai. SMS main aapko, small later Mein “stm” likhna hai aur uske bad aapko es SMS ko niche Diye Gaye number per bhej dena.

stm

Sent to 5676712

SMS ko bhejne ke bad aap ko thoda wait karna hai aur kuchh time Baad, Bank ki taraf se aapke registered email per aapka statement bhej diya jaega. Niche dusra wala method maine aapko bataya hai use bhi aap dekhiaye.

hdfc bank statement by missed call

Is process mein aapko niche diye number pr apne bank account se link phone number se ek missed call krni hai jisse aapki e-statement ke liye request sent ho jayegi. Missed call marne ke bad aapko thoda wait karna hai aur kuchh time bad, Bank ki taraf se aapke registered email per aapka statement ko bhej diya jayega.

 hdfc statement number: “1800 270 3377” 

[button-green url=”https://filezonic.com/hdfc-bank-app-free-download/” target=”_blank” position=”center”]Official App[/button-green] [button-red url=”https://bit.ly/3tF53sa” target=”_blank” position=”center”]Official Website[/button-red]

Tab doston aap ko pata chal gaya Hoga Ki “HDFC Bank ka e statement kaise download kare“. Ummid karta hun aapko Ek post Pasand I Hogi. Agar aapko ye post Pasand aai hain, tab is post ko aap like kar sakte hain Apne dost Mein share kar sakte hain aur Iske alava aapko Kuchh Bhi puchna hai to aap mujhe comment Karke poochh sakte hain thank you.

HDFC Bank Ka E Statement Kaise Download Kare Video Tutorial

[youtube id=”8egRuiut0hI” width=”600″ height=”340″ position=”center”]

 

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Discover more from MisterKaise

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading

Scroll to Top