Hello, Friends mai Ravi Thakur apni website Misterkaise me apka welcome karta hun. Friends Agar apke pass PAN CARD hai or aap janana chahate ki apka pancard present time par active hai nhi ya apki pan card me jo details hai bo income tax department jo database save hai usse match krti hai ya nhi tab ye post apke bahut kam ki kyuki aaj ki post me apko batane wala hun ki aap kaise online apne pan ka status check kar skte hai (How to check pan card status online in Hindi ) or pata kar skte hai ki apka pan card active hai ya inactive.
Freinds apko kisi bhi Pan card ka online status check karne ki bus kuchh step follow karne honge jo ki nichhe maine apko bataye hai sath hi ek video tutorial bhi diya gya hai jise dekh kar aap badi asani se Pancard ki details verify kar skte hai (How to Verify Pan Card details). Friends aap mobile, computer, laptop kisi me bhi apne pan ka status dekh skte hai.
- You May Also Like: How To Make Online Police Verification Certificate in UP
How to check pan card status online
- Sabse Phle apko income tax ki official website par jana hoga. website ka link apko nichhe mil jayega jis par click karke aap website par ja skte hai
- Website open hone ke bad apko bahut sare option mil jayege. nichhe apko ek option mil jayega Verify Your PAN Details. is option par apko click karna hai.
- Verify Your PAN Details Par click krne ke bad ek form open hoga jisme apko apna PAN number, NAME, DATE OF Birth or ek CAPTCHA bhar ke submit par click karna hoga.
- Jaise aap sari details bharne ke bad submit par click karege. apke samane apke PANCARD ki status nikal kar a jayega or apko bata diya jayega apka PANCard is time active hai ya nhi or apne jo details dali hai bo save database se milti hai nhi.
Friends to is tarah se aap apne pan ka online status check kar skte hai (how to know my pan card status).Umeed karta hun apko smjh a gya hoga agar apka koi question hai to aap comment kar ke puchh skte hai. iske ilava nichhe apke liye video tutorial bhi diya hai aap use dekh kar or bhi asani se jan skte hai apka pancard active hai ya inactive (how to know my pan active or inactive). THANK YOU