Do you want to know that How to link aadhaar with axis bank account by sms ( Axis bank Me aadhar card kaise link kare ) agar aap nhi jante tab ye post apke liye hi hain. Namaskar doston mein Ravi Thakur apni website tecnoravi.in me aapka Ek Bar fir se welcome karta hun.
Friends Agar aapka bank account Axis Bank me hai aur aap Ghar Baithe ek SMS bhej kar Aadhar Card ko update Karna chahate hai. Tab yah post aapke bahut hi kam Ki Hone Wali Hai kyunki aaj ki post me main esi topic per baat karne wala hun isliye post ko Pura padhiye . Aaj ki post ko pura padhne ke bad aap apne Axis bank account me apne Aadhar Card ko update kar Payenge.
Doston Axis Bank Me Aadhar Card ko update karne ke liye aapko main jo aaj ki post me step bata raha hun aapko bus unhen follow karna hai. Aap Badi aasani se apne Aadhar Card ko bank me update kar Payenge. Apko Kahi Bhi jaane ki jarurat Nahin padegi. Bus aapko Apne bank account se registered phone number Se ek sms bhejna Hoga. Aage Ki process main niche pura likha hun.
What is Required to Update Pancard in Axis Bank?
1. Customer id: Yah aapko, Axis Bank ka jo passbook hai use per likhi mil Jayegi. Agar aapke pass passbook Nahin Hai ya apko passbook per customer id Nahin mil rahi hai. Tab is condition Me niche maine aapko, sms ke help Se customer ID nikalne ka pura process bataya hun. Us process ko aap follow kar sakte hain apni customer ID ko janne ke liye.
2. Registered mobile number: Dosto Yahan per aapko registered phone ki jarurat padegi. registered mobile ka Matlab hai. Aapka Jo Bank account hai use jo bhi mobile number link hai vah aapke pass Hona chahie Kyunki Usi mobile se aapko SMS bhejna hoga.
- You May Also Like: HDFC Bank Account Balance Check Kaise Kare?
How to Get Customer ID in Axis Bank?
SMS ki help se customer customer iD nikalne ke liye aapko Apne registered mobile se ek SMS send karna hai. SMS me aapko custID likh kar niche Diye Gaye number per send kar dena. Iske bad apko customer ID receive ho jayegi.
custID
Sent to 56161600
Axis Bank Aadhar link (Update) by SMS?
Friends, Axis Bank me Aadhar Card ko update yah link karne ke liye aapko ek linked phone se SMS bhejna hoga. SMS me aapko sabse pahle Capital latter me “PAN” likhana hain iske bad aap ko space dena hai aur fir apna pura “PAN card number” likhna hai. Iske bad aapko ek space dena hai aur apni “customer ID” likhna hogi.
last Me is SMS ko aapko niche Diye Gaye number per bhej dena hai. SMS bhejne ke bad aapki request submit ho jayegi aur kuchh time bad aapka PAN Card update kar diya jaega. Apke mobile par ek confirmation message bhi bank ki traf se bheja jayega.
PAN <> Pancard Number <> Customer ID
Sent to 918691000002
or 56161600
Tab friends Ummid karta hun ab aapko pata chal gaya Hoga Ki “How to link aadhaar with axis bank account by sms” tab filhal aaj ke article Me Bus Itna hi ummid karta hun aapko yah article Pasand Aaya Hoga. Agar aapko yah article Pasand Aaya to is articale ko Apne dosto Me share kar dijiye jisse sabhi ko yah Jankari mil Paye. Aur ham se Jude Rahane ke liye aap Hame YouTube, Instagram, Facebook per follow kar sakte hain. thank you