Kya aap Janana Chahate ki How To Get Mini Statement of ICICI Bank by Missed call ( ICICI Mini Statement Missed call in Hindi ) agar ha tab aap ek dam sahi website par aaye hain. Hello namaskar Dosto main Ravi Thakur Ek Bar fir se apni website tecnoravi.in me welcome karta hun. Agar aapka bank account ICICI Bank me hai.
Aur aap Ghar Baithe apne phone se ek missed call ya SMS bhej kar apne account ka mini_statement nikalna Chahte Hain tab yah post aapke liye bahut hi kam ki Hogi. Kyunki Aaj Ki post me main esi topic per baat karne wala hun ki aap kaise missed call ya sms se mini_statement check Kar Payenge isliye post ko pura padhiye aur jo step main aapko bata raha hun unko follow kijiye.
Doston ab ICICI Bank ka mini statement nikalna bahut hi Aasan ho gaya hai. Iske liye aapko ab Bank Branch me ya nearby kisi ATM machine me jaane ki jarurat Nahin Hai. Aap bus Ghar Baithe Bank me jo phone number link hai usse ek sms ya missed call karke, Apne account ka mini_statement bahut hi aasani se check kar sakte hain.
Aaj ki post Me Main aapko do method bataya hun. Donon method maine niche likhe hue hain, aapko jo method Pasand aata hai aap us method ka use kar sakte hain. Donon hi method bahut hi simple aur bahut hi acche Hain.
- You May Also Like: obc mini statement by miss call in Hindi
Mini Statement of ICICI Bank by Missed call
Friends is method me aapko bank me jo registered phone number hai, usse niche Diye Gaye number per aapko call karni hai. Jaise hi aap call karenge 1 – 2 ring jaane ke bad call automatic cut ho jayegi. Uske bad thoda aapko wait karna hai. Aur kuchh time bad Bank ki taraf se aapke phone number per Ek SMS aayega, use SMS me aapke account ka mini statement Diya Gaya hoga.
ICICI Bank Mini Statement Number: 9594613613
Mini Statement of ICICI Bank by SMS
Is wale method me aapko Bank me link mobile number se ek sms send karna hoga. SMS aapko Jis format Me likhna hai, usko Maine niche aapko Lekh kar bataya Hai. Tab aap ko niche diye format me hi SMS ko likhna hoga. SMS likhane ke bad aapko niche Diye Gaye phone number per SMS ko send kar dena hai.
Lekin Dhyan rakhiye SMS send Karte time aapke phone me balance Hona chahie kyunki yaha per SMS bhejne ka 1 se 2 rupaye special charge Katega. SMS bhejne ke bad thoda aapko wait karna hai aur kuchh time bad Bank ki taraf se aake phone number per Ek SMS aaega jisme aapke account ka mini_statement likha hoga.
Primary Account: “ITRAN”
Non-Primary Account: “ITRAN” <space> Last 6 Digit of A/c
Sent to 9215676766 or 5676 766
Tab doston Is Tarah Se Aap ICICI Bank ka mini statement nikal sakte hain (Mini Statement of ICICI Bank). Maine aapko pura process Bata Diya Hai. Dono process me se aap Koi bhi ek process follow kar sakte hain. Aur Iske alava aap Kuchh Bhi puchna Chahte Hain yah es topic se related aapka koi bhi question hai tab aap music comment Karke poochh sakte hain.
Agar aapko yah post pasand aayi hai to Abhi ke abhi is post ko Apne doston me jyada Se Jyada share Kijiye jisse Sabhi Logon Ko iski Jankari mil Paye. Aur hamse Jude Rahane ke liye aap mujhe Facebook, Instagram, aur YouTube per following kar sakte hain. thank you