Kya aap janana chahate ki PNB Bank Statement Kaise Nikale ( PNB Account Statement ). Hello, Dosto mai Ravi Thakur apni website Misterkaise me apka welcome karta hun. Dosto agar apka bank account PNB Bank me hain, or aap ghar baithe apne mobile se PNB Bank Statement nikalana cahahte hai. Tab ye post apke bahut kaam ki hain kyuki is post me Punjab National bank e-statement download karne ki puri process bataya hun.
Friends apka account Punjab national bank me hai. Apko apne account ke statement ki jarurat hai. Tab apko bank branch me jane ki koi jarurat nhi. Aap Ghar baithe apne bank account me link phone number se bus ek SMS bhej Kar Punjab national bank statement download kar skate hain. Uske bad aap use kahi bhi use kar skate hai. Eske liye apko koi charge Nhi Dena hai, ye ek dam free pnb bank ki service hain. Niche Maine puri process bataiye hai E-Statement nikale ki.
- You May Also Like: Check PNB Mini Statement by SMS
PNB Statement By SMS
Dosto mobile se sms bhej kar pnb e-statement check karne ke liye. Apko ek sms bhejna hoga, ye sms apko usi phone number se bhejna hoga. Jo apke bank account me link hai. SMS me apko sbse phle capital latter me ESTMT likh kar ek space dena hai. Fir apko ACCOUNT KE LAST 4 DIGIT likh dena ha.
Eske bad apko EMAIL ID likh dena hai. Email id aap boi likhe jo active ho kyuki isi email id par apka statement sent kiya jayega. Ye pura sms likhne ke bad niche diye number par apko sent kar dena hai. Niche do number diye hai aap dono me se kisi bhi number par sent kar skte hai.
ESTMT <space> A/C No. (last 4 digit) <space> EMAIL ID
Pnb statement number: 9264092640 or 5607040
SMS bhejne ke bad apko thoda wait karna hain. Thode time bad apko pnb bank ki traf se apne jo email id di hai us par ek mail sent kr diya jayega. Usme apka statement hoga, use download kar ke asani se check kar skte hai. Agar apka statement kisi wajah se sent nhi kiya jata hain. Tab bo wajah bank apko sms bhej kr bata dega. Us problem ko slove karke aap dubara sms bhejege to apka statement bhej diya jayega.
Tab dosto aap is trah se pnb bank ka statement nikal skte hai ( pnb account statement ). Umeed karta hun apko smjh aa gya hoga. Fir bhi koi problem hai tab aap mujh se comment karke puchh skte hai. Agar apko yah article pasand aya ho tab aap is article ko like or jada se jada share kar skte hai.
Dosto hum se jude rhne ke liye hume aap facebook, instagram and youtube par follow kar skte hai. Thank You
Bhai kitne time me statment bhej diya jayega pnb se
24 ghante ke ander