Hello, Dosto mai Ravi Thakur apni website Misterkaise me apka welcome karta hun. dosto aaj ki post me mai PM Shram Yogi Maandhan Yojana ke bare puri jankari dene wala hun jaise Pradhan Mantri Shram Yogi Maandhan Yojana Kya Hai or Pradhan Mantri Shram Yogi Maandhan Yojana online apply kaise kare sliye dosto is post ko pura padhiye.
Pradhan Mantri Shram Yogi Maandhan Yojana?
Dosto Pradhan Mantri Shram Yogi Maandhan Yojana (प्रधानमंत्री श्रम योगी मानधन योजना) Ek central ki pension yojana hai. jisme koi bhi Unorganized Worker jiski age 18 se 40 ke bij me hai bo 55 se 200 Rupay ka monthly contribution karke apna future secure kar sakta hai or 60 sal bad Assured Pension of Rs. 3000/- month receive kar skte hai. yaha par Unorganized Worker ka mtlb us persion se jo govt. job me nhi or uski monthly income 15000 ya isse kam hain.
Unorganized Worker me ye workers ate hai Jaise home-based workers, street vendors, mid-day meal workers, head loaders, brick kiln workers, cobblers, rag pickers, domestic workers, washermen, rickshaw pullers, landless laborers, own-account workers, agricultural workers, construction workers, beedi workers, handloom workers, leather workers, audiovisual workers, etc ese hi similar or bhi chhote mote occupations ke person ye sabhi Unorganized Workers (UW) ki category ate hain.
- You May Also Like: Online Apply PM Kisan Samman Nidhi Yojana
Monthly contribution in pmsym scheme
Dosto aap is yojana me apni age ke according to monthly paisa pay kar skte hain. jitna aap paisa jama karege unta hi amount government jama karegi. ESA apko monthly, 60 sal ki age tak karna hai. last me 60 sal ke bad apko ye paisa monthly 3000 Rupay ki pension ke roop me milega. niche monthly contribution ki list age vise di gai hain.
Pmsym Scheme Eligibility Criteria
- Ye scheme only Unorganized Worker (UW) ke liye hai.
- apki age 18 se 40 sal ke bij honi chahiye.
- apki monthly income 15000 ya isse kam honi chahiye.
Kon Person Pmsym Scheme me Apply Nhi Kar skate hai
- Jo person Organized Sector (member of EPFO/NPS/ESIC) se jude huye hai bo apply nhi kar skte hai.
- Jo person income tax payer hai. bo bhi apply nhi kar skte hai.
Documents Required for Shram yogi Yojana
- Aadhaar card
- Savings Bank Account / Jan Dhan account number with IFSC
Features of Pmsym Scheme
- Assured Pension of Rs. 3000/- month
- Voluntary and Contributory Pension Scheme
- Matching Contribution by the Government of India
Benefits Pradhan Mantri Shram Yogi Maandhan Yojana
- Agar Scheme Chalu karne ke bad 60 sal se phle hi Subscriber ki dead ho jati hai. tab is condition me uski family me koi bhi uski is scheme ko continue kar skta hai, agar scheme me continue nhi karna chahata hai tab jitna bhi paisa jama ho chuka bo sara paisa interest ke sath vapas de diya jayega.
- Agar koi Subscriber scheme start krne ke kuchh time bad, bo is scheme ko chhodna ya band kar chahata hai (Shram Yogi Maandhan Yojana band kaise kare). tab bo ye badi asani se kar skta hai or uska jitna bhi paisa jama huaa bo usko interest ke sath vapas kar diya jayega.
Shram yogi mandhan yojana online registration
Dosto aap pmsym online apply do tarike se kar skte hai.
- Phla aap offline CSC CENTRE par ja kar online apply kar skte hai
- Dusara aap ghar baithe online apply kar skte hain. Dosto apply karne ki puri process Hindi me niche di gai video me bataya hun. so friends nichhe diya gaya video tutorial dekh kar pmsym yoajan me online apply kar skte hai. THANK YOU