Kya aap janana chahate ki Missed Call Se SBI Mini Statement Kaise Nikale ( sbi mini statement by sms ) tab yah post apke liye hai. Hello, dosto Mai Ravi Thakur apni website Misterkaise me apka fir se welcome krta hun. Dosto agar apka bank Account state bank of India me hai, or aap ghar baithe apne mobile se mini statement matlab last 5 transactions janana chahte hain. Tab ye post apke bahaut kam ki hain. Kyuki aaj ki post me mai esi topic par bat karne wala hun or apko puri jankari dene wala hun.
Friends state bank of India apko ye service deta hai ki aap ghar baithe apne bank me register number se last 5 transactions nikal skte hain. Ye service bilkul free hai apko koi charge nhi dena hai iske liye hain. Maine niche puri process di hai, aap kaise Mobile se missed call karke state bank of india ke last 5 transaction nikal skte hain.
- You May Also Like: How to Check BOB Bank balance by missed call
Process To Check State Bank of India Mini Statement
STEP: 1
Agar aap phli bar apne mobile se mini statement nikal rhe hai. Tab apne bank me register phone number se ek SMS bhejna hai. Jisse apka bank account us mobile se register ho jayega. Eske bad aap niche diye 2 step ko follow krna hai. Phone Number Kaise SMS ki help se Register Karna hai uski process niche hai.
How to Register Phone in SBI bank by SMS
STEP 2:
Jab apka phone number Register ho Jaye. Tab uske bad apko niche diye number (sbi mini statement number) par apne bank me register number se hi missed call krna hain. Uske thode time bad sbi bank ki traf se SMS ayega jisme latest apke bank account ke transaction likhe hoge.
sbi mini statement no: 09223866666
Friends aap apne mobile ki help se is trah state bank of India ka statement nikal skate hai. Umeed Karta hun apko ye post pasand ai hogi. Eske Alava apka koi sabal hai to aap mujhse comment krke puchh skate hai. THANK YOU