Kya aap UCO bank balance check karna chahte hain, agar hain tab yah post aapke liye bahut hi kam ki ho sakti hai. Kyunki aaj ki post me esi topic per baat karne wala hun. Namaskar doston main Ravi Thakur ek Bar fir se a apni website tecnoravi aapka welcome karta hun.
Friends agar aap UCO Bank ko use karte hai matlb aapka account UCO me hai. Aur aap Ghar Baithe apne mobile se Apne bank account ka balance dekhna Chahte Hain.
Tab Aap ek dam Sahi artical per Aaye Hain Kyunki aaj ke artical me mai apko UCO Account ka balance check karne ke liye Puri process batane wala hun. Niche Maine jo aapko steps bataye Hain unko aapko bus carefully follow Karna hai uske bad aap apne account ka balance bahut hi aasani se check kar Payenge.
You may also Like: Oriental bank of commerce mini statement by miss call
Uco bank balance enquiry by sms
Doston is method me aapko apne registered mobile number se ek SMS bhejna hoga. SMS Me sabse pahle aapko “UCOBAL” likhna hoga, uske bad aapko space dena hai. Iske bad aapko apni “mPIN” likh dena hai.
Dosto niche diye gye format me sms likhane ke bad aapko niche Diye Gaye number per (uco bank balance enquiry number) is SMS ko Apne Bank Me link phone number se bhej dena hai. Yaha per Yad Rahe ki SMS send Karte time aapke phone me balance Hona chahie Kyunki is SMS ko send karne ke liye Ek special charge 1 – 2 rupaye aapke mobile balance se Katega.
UCOBAL <space> mPIN
Sent to 56161
SMS send karne ke bad aapko thoda wait karna hai. Kuchh time bad Bank ki taraf se aapke registered mobile per Ek SMS aaega us SMS me aapke account ka balance likha hoga.
Note: If the customer holds multiple UCO savings accounts, he/she can check their account balance by sending an SMS containing.
UCOBAL <space> mPIN <space> 14 digit Account number
sent to 56161
Uco bank balance check by missed call
Doston is method mae aapko balance dekhne ke liye apne Bank Me link mobile number se missed call krni hai. Missed Call karne ke bad aapko bus thoda wait karna hai aur kuchh time bad aapka balance aapke mobile number per hi bhej diya Jaega.
Missed call jis number per krni hai wo number niche de rakha hai, us number per doston aapko apne Bank Me registered mobile number se missed call kar deni hai aapka balance Bata Diya jaega.
uco bank balance check number
1800-274-0123
1800-103-0123
Uco bank balance enquiry by Whatsapp
Abhi halhi Me UCO Bank ne WhatsApp banking service start ki hai. Jiski help se aap bahut sari banking service apne WhatsApp se hi use kar sakte hain. Doston aapko UCO_Bank ki WhatsApp banking service ko kaise use karna hai aur kaise isme aapko Apne aapko registered karna hai iski Puri detail niche main aapko Diya hun aapko bus apko follow karna hai. Uske bad Aap bahut hi aasani se UCO WhatsApp banking service ko use kar Payenge
UCO Whatsapp Banking Number: 8334001234
1. How to register to UCO WhatsApp Banking?
- Add the UCO WhatsApp sevice Number 90880-15560 to your contact list
- Start a chat by sending Hi through WhatsApp to said number from your registered mobile number.
- Non-customers can also subscribe by sending Hi from their mobile number for availing limited services.
- You will be automatically subscribed for the services.
2. How to use UCO WhatsApp Banking?
- Type Hi for showing the main menu.
- Type respective option key/keyword for availing the desired service.
3. What are the services available in UCO WhatsApp Banking?
- Account Balance
- Mini Statement.
- Apply for Personalised Debit Card
- ATM Locator (Search nearby ATM of any location / PIN Code / Branch of Bank.
- Branch Locator
- Home Loan
- UCO mBanking Plus
- CAR Loan
- Payment Gateway
- POS Machine
- Fee Collection
- Soft POS
- QR Code
Tab doston Is Tarah Se Aap UCO bank balance check in hindi kar sakte hain. Maine aapko Sabhi method Bata Diye ummid karta hun aapko samajh me a Gaye Honge, Fir Bhi apka isse related koi bhi question hai tab aap mujhse comment Karke puchh sakte hain. main aapke comment ka reply karne ki puri koshish karunga.
Dosto Agar aapko yah article Pasand Aaya Hai, Tab is article ko Jyada Se Jyada Apne doston share Kijiye. Aur hum Se Juda Rahane ke liye esi type ki Aage bhi post padhne ke liye aap Haume subscribe kar sakte hain aur Instagram Youtube Aur Facebook per follow bhi kar sakte hain. thank you