Do you know that Union bank of India mini statement through missed call tab yah article apke liye hi hai. Hello, dosto mai Ravi thakur apni website tecnoravi me apka welcome karta hun. Dosto agar apka bank account union bank of India me hai.
Aap ghar baithe apne mobile ki help se apne account ka mini-statement nikalna chahte hain. Tab ye post apke bahut kaam ki hai kyuki aaj ki post me mai apko phone se mini statement nikalne ki puri process bataya hun. Esliye post ko pura padhiye.
Dosto, ab aap ghar baithe registered phone number se sms bhej kar apne account ka mini statement nikal skte hai. Apko bank branch ya ATM par jane ki koi jarurat nhi hai. Mini-statement kaise dekhna hai eski puri process mai niche apko diya hun.
- You May Also Like: Check Canara bank balance by missed call
Union bank mini statement by sms
Friends Union-bank me mini-statement check karne ke liye apko bus apne account se link phone se sms sent karna hai. SMS me apko kya likhna hai ye niche diya hai. Apko niche diye gye format me sms ko likh kar, sms ko niche diye gye number par ( union bank mini statement number ) bhej dena hain.
Primary a/c: UMNS
Other a/c: UMNS <space> Account No
SENT TO 09223008486
Dosto sms bhejne ke bad apko thoda wait karna hai. Uske bad apke mobile par bank ki traf se ek sms aa jyega. Usme apke account ka mini-statement likha hoga.
Friends tab aap is trah se “union bank of India mini statement” dekh skate hai. Umeed karta hun apko smjh aa gaya hoga. Fir bhi apka koi question hai tab aap mujh se comment karke puchh sakte hai. Agar apko yah post pasand aya ho tab aap is post ko like kar skte hai or sath hi sath aap apne dosto me is article ko share kar skte hai.
Dosto esi type ki aage bhi article padhne ke liye aap hume facebook, instagram, and youtube channel ko follow kar skte hai jisse aap time to time update rhege. THANK YOU